Category: Hazrat Shah Niaz

  • Yaar ko humne ja ba ja dekha

    Yaar ko hamne ja ba ja dekha, Kahin zaahir kahin chhupa dekha. Nukta-e-imaan se waaqif ho, Chehra-e-yaar ja ba ja dekha. Kahin mumkin hua kahin waajib, Kahin faani kahin baqa dekha. Deed apne ki thi use khwahish, Aap ko har tarah bana dekha. Dekhta aap hai sune hai aap, Na koi uska ma siwa dekha.…